- Sukhwinder Singh Singham 歌词
- Sukhwinder Singh
- Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, Singham Na agan jale na magan jale Bas kehar chale jab aawe, Singham Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye Na kisi se yeh kam bada iss mein hai dum Nar Singh hai yeh Singham Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe Jab khabar uthe ke aawe, Singham Na agan jale na magan jale Bas kehar chale jab aawe, Singham Dil toh saccha hai iss dil mein rakh loon Sapna accha hai palkon se dhaklo Dil-vil se toh hai yeh ik baccha sharaarat karta hi phire Agar kabhi samjhe iss ko koi kaccha, ghusa hi mile Taaza hai hawa ka yeh jhoka yahan wahan behta hi phire Agar kabhi isska raasta roka toofan sar chade Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye Na kisi se yeh kam bada iss mein hai dum Nar Singh hai yeh Singham Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe Jab khabar uthe ke aawe, Singham Yeh na satka hai, raste se kathor Tagda jhatka hai, dum hai toh chakh lo Atrangi hai josh mein chalta Bahoon mein bijli si chale Bisre sholay sholay dushman toh raakh mein jaa miley Jaise koi sher sehra mein chalta Saara jag raundta chale Yaaron bus ladhne ka isse chaska, parbat se bhide Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye Na kisi se yeh kam bada iss mein hai dum Nar Singh hai yeh Singham Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe Jab khabar uthe ke aawe, Singham
|
|